Tum Par Marna Hai Toh Is Tarah Maru (Love Shayari)

Tum Par Marna Hai Toh Is Tarah Maru (Love Shayari)
Love Shayari’s always score everywhere. Everyone enjoys Love Shayari’s. Recently came across this beautiful shayari, which I thought should be shared with you. Hope you will enjoy today’s Love Shayari.


Tere Bagair Yeh Dil Mera Kahi Na Lage,
Tujko Tujse Churalu Agar Bura Na Lage.
Agar Tum Par Marna Hai Toh Is Tarah Maru,
Dil Ko Kya Dhadkan Ko Bhi Pata Na Lage.


Love,
SGF.

Unko Mohabbat Hai Toh Aakar Izhaar Kare

Unko Mohabbat Hai Toh Aakar Izhaar Kare
Please read today’s Shayari


Bekhudi Ki Zindgi Hum Jiya Nahi Karte,
Jaam Dusron Se Cheenkar Hum Peeya Nahi Karte,
Unko Mohabbat Hai Toh Aakar Izhaar Kare,
Peecha Hum Bhi Kisika Kiya Nahi Karte.


Love,
SGF

Woh Hame Yaad Aa Rahe Hai

Woh Hame Yaad Aa Rahe Hai
How many times in a day we wonder
“Mere hi saath kyu aisa hot hai? “
“After all why me?? “


But folks, shall I tell you the truth, it’s not only you who suffer, it’s not only you, who feel the same feelings. There are thousands of souls who are part of this universe who feel and think exactly like you. But you do not have clue about this.
Please read today’s Shayari.

Every stranger is a friend, whom you have not yet met.

Barsaat Aayi, Unki Yaad Saath Laayi,
Humne Aasmaan Se Pucha
“Kyaa Karen Woh Hame Yaad Aa Rahe Hai” …
Aasmaan Ne Kaha,
Isilye Toh Hum Ansu Baha Rahe Hai…


Love,
SGF

Kabhi Dil Toh Kabhi Shama Jalake Roye

Kabhi Dil Toh Kabhi Shama Jalake Roye
Break up? Seems to be the toughest stage in your life..
Whole world is busy in living life to fullest but you….
Can’t even think of anything else other than her..
Life seems to be at a stand still…

Kabhi Dil Toh Kabhi Shama Jalake Roye,
Teri Yadon Ko Dil Se Laga Ke Roye.
Raath Ke Aagosh Mein Jab So Gayi Duniya Saari ,
Ae Mohabbat Chaand Ko Teri Tasvir Bana Ke Roye.


Regards,
Shayari Ghazal Fan

Aaj Socha Salam Kya Bejhu?

Aaj Socha Salam Kya Bejhu?
Do you run out of words to describe your love? Everyday the same Good Morning and Good Night wishes? What gift should you be presenting to her/him? When you know that any gift or wish won’t satisfy your ego what do you think of? Read on the following Shayari.

Aaj Socha Salam Kya Bejhu?
Aap Muskuraaye Aisa Paigam Kya Bejhu?
Koi Phool Toh Mujhe Maloom Nahi
Jo Khud Gulshan Ho Ussey Gulab Kya Bheju?


Regards,
Shayari Ghazal Fan

Kabhi Toh Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat

Kabhi Toh Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat
Kabhi Toh Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat
Tabhi Toh Chand Mein daag hai,
Mumkin Hai Chand Se Bhi Hui Hogi Bewafai,
Tabhi Toh Suraj Mein Aag Hai.


Love,
Shayari Ghazal Fan

Yeh kaisi Reet Banai Duniya Walon Ne

Yeh kaisi Reet Banai Duniya Walon Ne
What an irony it is. We think that people love us. And that may not be true. We think that people hate us, but is it true? We are living in a paradoxical world. We mistake appreciation for love, reprimand for hatredness, and competition for jealousy. This Shayari tells us about selves.

Baag Ki Baat Baag Ka Maali Hi Samjhe,
Phoolon Ka Dard Jhuki Daali hi samjhe,
Yeh kaisi Reet Banai Duniya Walon Ne,
Diye Ka Dil Jale Aur Log Diwali Samjhe


Love,
Shayari Ghazal Fan